Nov. 17, 20171 viewer
Yaariyan Lyrics
[VERSE 1]
Kya koi sunn raha mere awaaz ko
Hun bheeng raha mai baarish meh
Kya koi seh payega mere dard ko
Bikhar gaya hoon apne ateet se
[PRE-Chorus]
Hai koi jo sambhal le mujhe
Kahe bhoolja jo hua usse
Daudunga mai uske baahon meh
Sunayega jo pyaar ki nayi daastan
[Chorus]
Yaariyan
Hai koi aisa
Jo jaan de mere pyaar ke liye
Yaariyan
Haar chuka hoon mai
Nikla tha pyaar ki talaash mein
[VERSE 2]
Chaa gayi thi khamoshiyaan
Aa gaya tha apne ghutno meh
Tujhe choone se chooli azaadi
Paa liya maine wajah jeene ki
Kya koi sunn raha mere awaaz ko
Hun bheeng raha mai baarish meh
Kya koi seh payega mere dard ko
Bikhar gaya hoon apne ateet se
[PRE-Chorus]
Hai koi jo sambhal le mujhe
Kahe bhoolja jo hua usse
Daudunga mai uske baahon meh
Sunayega jo pyaar ki nayi daastan
[Chorus]
Yaariyan
Hai koi aisa
Jo jaan de mere pyaar ke liye
Yaariyan
Haar chuka hoon mai
Nikla tha pyaar ki talaash mein
[VERSE 2]
Chaa gayi thi khamoshiyaan
Aa gaya tha apne ghutno meh
Tujhe choone se chooli azaadi
Paa liya maine wajah jeene ki
[PRE-Chorus]
Kuch na chahiye es zindagi se
Likh gaya mera naam un lakeeron meh
Khaali hoon mai bhar apne pyaar se
Darr sa gaya hoon aa thaam le mujhe
[Chorus]
Yaariyan
Hai koi aisa
Jo jaan de mere pyaar ke liye
Yaariyan
Haar chuka hoon mai
Nikla tha pyaar ki talaash mein
Yaariyan
Hai koi aisa
Jo jaan de mere pyaar ke liye
Yaariyan
Haar chuka hoon mai
Nikla tha pyaar ki talaash mein
Kuch na chahiye es zindagi se
Likh gaya mera naam un lakeeron meh
Khaali hoon mai bhar apne pyaar se
Darr sa gaya hoon aa thaam le mujhe
[Chorus]
Yaariyan
Hai koi aisa
Jo jaan de mere pyaar ke liye
Yaariyan
Haar chuka hoon mai
Nikla tha pyaar ki talaash mein
Yaariyan
Hai koi aisa
Jo jaan de mere pyaar ke liye
Yaariyan
Haar chuka hoon mai
Nikla tha pyaar ki talaash mein
About
Have the inside scoop on this song?
Sign up and drop some knowledge
Q&A
Find answers to frequently asked questions about the song and explore its deeper meaning
Credits
Tags
Comments
Sign Up And Drop Knowledge 🤓
Genius is the ultimate source of music knowledge, created by scholars like you who share facts and insight about the songs and artists they love.